Sunday, May 3, 2009

#

Maine usse ek ishara kiya
Usne salaam likh ke bheja.

Maine pucha tumhara naam kya hai?
Usne chand likh ke bheja.

Maine pucha tumhe kya chahiye?
Usne saara aasmaan likh ke bheja.

Maine pucha kab miloge?
Usne qyamat ki sham likh ke bheja.

Maine pucha kis se darte ho?
Usne muhabbat ka anjaam likh ke bheja.

Maine pucha tumhe nafrat kis se hai?
Usne..Mera hi naam likh ke bhejaa…
http://stylishsms.com

Comment by vijay — June 21, 2008 @ 5:10 am
#

Woow Nice… thanx for sharing.. keep it up..

Comment by Hinid Shayari — July 22, 2008 @ 4:03 am
#

Maine usse ek ishara kiya
Usne salaam likh ke bheja.

Maine pucha tumhara naam kya hai?
Usne chand likh ke bheja.

Maine pucha tumhe kya chahiye?
Usne saara aasmaan likh ke bheja.

Maine pucha kab miloge?
Usne qyamat ki sham likh ke bheja.

Maine pucha kis se darte ho?
Usne muhabbat ka anjaam likh ke bheja.

Maine pucha tumhe nafrat kis se hai?
Usne..Mera hi naam likh ke bhejaa…

Comment by vijay — July 26, 2008 @ 12:42 pm
#

Maine usse ek ishara kiya
Usne salaam likh ke bheja.

Maine pucha tumhara naam kya hai?
Usne chand likh ke bheja.

Maine pucha tumhe kya chahiye?
Usne saara aasmaan likh ke bheja.

Maine pucha kab miloge?
Usne qyamat ki sham likh ke bheja.

Maine pucha kis se darte ho?
Usne muhabbat ka anjaam likh ke bheja.

Maine pucha tumhe nafrat kis se hai?
Usne..Mera hi naam likh ke bhejaa…

Maine usse ek ishara kiya
Usne salaam likh ke bheja.

Maine pucha tumhara naam kya hai?
Usne chand likh ke bheja.

Maine pucha tumhe kya chahiye?
Usne saara aasmaan likh ke bheja.

Maine pucha kab miloge?
Usne qyamat ki sham likh ke bheja.

Maine pucha kis se darte ho?
Usne muhabbat ka anjaam likh ke bheja.

Maine pucha tumhe nafrat kis se hai?
Usne..Mera hi naam likh ke bhejaa…

Comment by sandeep — August 1, 2008 @ 5:57 am
#

Tumse mil kar hogaya zindgi se pyar
Raah main chorr kar mat jana mere yaar
Bin tere hum ji na payenge
Tum na hoge to hum
BEWAQOOF
kisay banayenge;-)

Comment by vijay— August 12, 2008 @ 11:26 am
#

Attendence…
Pappu
Yes sir
Bablu
Yes sir
Tinku
Yes sir
Ullu
??
Ullu
??
Ullu
??
Ullu…
Button dabana band kar,teri baari hai,attendence lagwa

Comment by vijay — August 12, 2008 @ 11:27 am
#

Arz kiya hai: ikhtiyaar e tarannum se tabassum ki roshni ko jala dena!
(wah,wah,wah)
Jab iska matlab samajh me aa jai to mujhe bhi bata dena.;-)

Comment by vijay — August 12, 2008 @ 11:33 am
#

Hum doston ko bohut buri saza dete hain,

Wah wah..!!

Irshad Irshaad..!!

Hum doston ko bohut buri saza dete hain,
Joota nahin maartay,
bus
Moza sungha dete hain?

Comment by vijay — August 18, 2008 @ 9:58 am
#

Itni SHIDDAT Se Maine Larki Patane Ki KOSHISH Ki Hai

Ke Har AMA Ne Mujhe Apni BETI Ka HAATH Dene Ki SAAZISH Ki Hai

Kehte Hain Ke Agar Tum Sache DIL Se Larki Patana Chaho

To Puri KAYENAT Tumhare Liye Larki Patane Mein Lag Jati Hai

Hamare Larke Larki Ke Chakkar Mein Bhi FILMO Ki Tarha END Mein Sab Theek Ho Jata Hai

HAPPY ENDINGS

Aur Agar Sab Theek Na Ho To Chakkar Khatam Nahi Hua

Kyunke Uski Choti BEHEN Abhi Baqi Hai Mere DOST . . . .

Comment by vijay — August 18, 2008 @ 10:00 am
#

Hum doston ko bohut buri saza dete hain,

Wah wah..!!

Irshad Irshaad..!!

Hum doston ko bohut buri saza dete hain,
Joota nahin maartay,
bus
Moza sungha dete hain?

Comment by Akshay — August 18, 2008 @ 9:58 am

Comment by ankitaverma — September 5, 2008 @ 4:48 am
#

Gungunatay Hue Anchal Ki Hawa Deh Mujh Ko
Ungliyaan phair Ke BAloon Main Sunlla Deh Mujh Ko

Jis Tarah Faltu Guldaan Paray Rehtay Hain
Apne Ghar Ke Kisi Konay Se Lagga Deh Mujh Ko

Yaad Kar Ke Mujhe Takleef He Hoti Hogii
Aik Kissa Hoon Purana Sa Bhulla Deh Mujh Ko

Doobtay Doobtay Awaaz Teri Sunn Jaoon
Akhiri Baar Tu Sahil Se Sadah Deh Mujh Ko

Main Tere Hijr Main Chup Chaap Na Marr Jaoon Kahin
Main Hoon Saktay Main Kabhii Aa Ke Rulla Deh Mujh Ko

Dekh Main Hogaya Badnaam Kitaboon Ki Tarah
Merii Tasheer Na Kar Ab Tu Jalla Deh Mujh Ko

Rhootna Tera Meri Jaan Liye Jata Hai
Aesay Naraaz Na Ho Hans Ke Dekha Deh Mujh Ko

Aur Kuch Bhi Nahi Manga Mere Malik Tujh Se
Us Ki Galiyoon Main Parii Khaak Banaa Deh Mujh Ko

Log Kehtay Hain Ke Yeh Ishq Niggal Jata Hai
Main Bhi Is Ishq Main Aya Hoon,Dua Deh Mujhe Ko

Yahi Okaat Hai Meri Tere Jeevan Mein Ke Main
Koi Kamzoor Sa Lamha Hoon, Bhulla Deh Mujh Ko

Comment by lazyjokes — September 13, 2008 @ 9:54 am
#

very nice.

Comment by vicky — September 15, 2008 @ 5:14 am
#

ishq kerne wale ankho ki baat samajh lete h,
sapne m agar mil jaye to mulakat samajh lete h,
roota to asman bhi dharti k liye,
per na jane kyo log isse barsat samajh lete h.

Comment by sachin — September 17, 2008 @ 2:36 pm
#

kaas tere chehre pe chechak ka daag hota,tu to chand hai hi sitare bhi tere saath hota………

Comment by pradeep jha — September 18, 2008 @ 9:39 am
#

hello

Comment by Sunil — October 8, 2008 @ 3:23 am
#

Dost ko bhulna galat baat he unko ko zindegi bhar saath rakhana chahei agar bhul gaya ta srif khali haat saath rahe ta zamana kahega kiya baat he.

Comment by Chandan — October 22, 2008 @ 4:13 am
#

greatings…

super!…

Trackback by forestman — October 31, 2008 @ 10:50 am
#

jesne hame chaha hum use chah na sake
jise chaha use pa na sake
ye samajh lo dil tutne ka khel tha
kese ka thoda or apna bacha na sake

Comment by Kamal jeet singh — November 23, 2008 @ 5:47 am
#

kaha koi aisa mila jes par dil luta dete
har kese ne diya dhola kes kes ko bhula dete
apne dil ka dard dil me daba kar rakha
karte bya to mehfil ko rula dete

Comment by Kamal jeet singh — November 23, 2008 @ 5:49

No comments:

Post a Comment